Sunday, 12 June 2011

hi;to all voters of up.

Yadi aap roj paper padte hain to aapko to yeh pata hi hoga ki aaj-kal up mein jitne atyaachar ho rahe hain uske liye pradesh or kendra-sarkar zimmedar hain aur in dono sarkaron ka takhtapalat to bhartiya janata party hi kar sakti hai.Isliye saal 2012 mein hone wale u.p. vidhan-sabha chunav tatha saal 2014 mine hone wale kendra-sarkar ke chunav mein aap sabhi dhyaan se yaad karke bina bhule bjp ko apna kimti vote dein.